Incomplete but feel like a peace 🕊️
Adhura hai par sukun sa hai fir bhi,
Kaisa hai yah rishta apna...
mana kabhi express ni kiya dono ne bhi,
fir bhi anjaan koi tha nahi....
Yaad ati hai aaj bhi ,
Par fir sukun dilati hai tu khush hai mere bagair bhi.....
Adhura hokar bhi , Yadon ki wajah se
sukun sa hai rishta hamara...
Kaisa hai yah rishta apna...
mana kabhi express ni kiya dono ne bhi,
fir bhi anjaan koi tha nahi....
Yaad ati hai aaj bhi ,
Par fir sukun dilati hai tu khush hai mere bagair bhi.....
Adhura hokar bhi , Yadon ki wajah se
sukun sa hai rishta hamara...
Comments
Post a Comment